Tarq-E-OoLa | ترکِ اُولیٰ | Sarz Studio | Dr. E | Saif Salman | Official Audio | New song

2023-12-16 9

Tarq-E-OoLa | ترکِ اُولیٰ | Sarz Studio | Dr. E | Saif Salman | Official Audio | New song

Track Title : Tarq-E-Oola
Artist : Dr. E
Audio Engeneer : Saif Salman
Produced At : Sarz Studio
Art Cover / Lyrical Video : Usman Khan


#Tarq-e-Oola #music #sarzstudio #rapmusic #rapsong2023 #recording #dr.e #saifsalman #sarzstudioproduction

Connect To Saifmusix / Saif Salman On :

Instagram
https://www.instagram.com/prodbysaifofficial/

YouTube
https://www.youtube.com/@prodbysaif4945/


Connect To Dr. E :

Instagram :https://www.iameshaquebaloch/

YouTube :

https://www.youtube.com/@Dr.E_music\


Connect To Sarz Studio On :

Facebook
https://www.facebook.com/sarzstudioproductions/

Linkedin
https://www.linkedin.com/in/sarzstudioproductions/

Pinterest
https://www.pinterest.com/sarzstudioproductions/

Instagram
https://www.instagram.com/sarzstudioproductions/

Tiktok
https://www.tiktok.com/@sarzstudioproductions/

Dailymotion
https://www.dailymotion.com/sarzstudioproductions/

Vimeo
https://www.vimeo.com/sarzstudioproductions/

Soundcloud
https://www.soundcloud.com/sarzstudioproductions/

#music #saifmusix #dr.esong #sarzstudio #foryou #trending #trendingshorts

Complete Lyrics :

((1st Verse))
.
Mere ZambeeL May Khataa-O-Hamaaqatain
Tere Zakheere May Jazaa-O-Karaamatain
Mutakabbir-Tu.
Mai Zaheen Nahi-Teri Chaah
itminaan Ki
Zamanath De

Tujhse Umeed Tere Qaram Ki ALaamat Ek
SaLaa.mati-Tere KaLaam May Karaamatai'n
Sadaa Khataa Kare Banda Tera Gunaahgaar
Tu Haajath Rawaa'n Is Naa-Cheez Ko Sanwaar De

Tasshhkhees Waa'n Muzaahir Hai Sadaaqat
Ye
Tarteeb Waar Amaada Un Hamaaqat Pe
Aashna Tera Badbakht Sawaali Ko
Qirdaar-E-Malang Par Zaib Na Hai Mazaari Ko

Mai Na Tarjee Doon Taffarruqay-
In k Tannz B Qarz Pe Jo Mehez Ek Tassavvur Hai
Mai Hissa Nahi Zamaane Ka
Jb Mai Hum-Jawaabi Karunga Phr Samjhogay
Tabbaruk Ye

Qadardaani
Aaj-is Se Karte Shru
Asardaari.
K-Fanoon-Se Batay Shaoor-
-Tajassus Hai Taareeqi May Na Saath Dega Saaya B
-Na Haq Ko Pehli Tarjee Warna Aansu To Mehez Fitoor

Karu'n Tarq Jese. Ryaasati Khaiz Ye
Rakhu'n Farq. Na Viraasat Hai Faiz Ki
Tu
PooJay Us Chath Ko Jo Saaya De Bhuj K
-Tu Na-Shukar-Muntazir Zillat May Khair Ki

Rabb-Ki-Aazmaish Mai Nikal Pada Safar May-
-Ye Qabooliyath Ka Juzz Mai Darta Nahi-is Zamann Se-Jo Kehta.
K-Mai-Taaseer Aya'n Karun-
-Abey Likhu'n Sach. Ya-Teri Taareef Baya'n Karu'n

Khuda Tu Gawaah Mai Jhuka Na Kisi K Aagay
Ye Taqwa-Rondhay-Par-Aaazmaish Ko Na Pade Jaa K
Khuda Tu Saath To La-iLmi May Hum Ujaagar
Mai KhaakSaar. To Phr Kese Na Ye Raange Khaakay

Haq Ki Fehrist Rakhu'n To inki BadZubani
-Badd Tehzeebi Chaaho-To Hai Wajib Salaami
Kese Na Aani
Bata Hirs-Tb Aulaad May
Jb-Waaldain-Thamaa Jaate-Mulaazimath- Ki Ghulaami

..
((2nd Hook))

Haan
Kabhi Bheedh May B Tanha Dikhu'n
Khudko Malaamat Karta Rukoo'n
Kia Jawaaz Phr-Us Takht-Ka
Jb Qaim Hii Na Chath-O-Sutoon

Haan
Kabhi Bheedh May B Tanha Dikhu'n
Khudko Malaamat Karta Rukoo'n
Kia Jawaaz Phr-Us Takht-Ka
Jb Qaim Hii Na Chath-O-Sutoon

..
((2nd Verse))